Posts

Jab Bhi Dil Khool Ke Roye Honge Loog Aaraam Se Soye Honge

Tujh Se Dil Ke Baat Kahon Kis Tarha Tu Meri Jan Hai Tujhy Btaon Kis Tarha

Ab Ke Hum Bichre To Shayad Kabhi Khwaabon Mein Milain Jis Tarah Sukhe Huye Phool Kitabon Mein Milain

Hukmrani Q Dil Pe Karte Ho Waasta Garr Jo Door Ka Bhi Nahi

Zindage Kat Gai Maanaty Huey Abb Irada Hai Rooth Jany Ka

Tera Yeh Aks Le Dobe Ga Ik Din KHUDAYA Dil Ka Daryaa Khusk Kar Day

Yeh Samandar Hai Kinaare Hi Kinaare Jaao Ishq Har Shakhs Ke Bas Ka Nahi Piyaare Jaao

Marney Se Bhi Pehle Mar Gaye They Jeeney Se Kuch Aese Dar Gaye They

Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah Uska Chehra Nazar Aata Hai Jheel Main Kanwal Ki Tarah

Tujhy Roz Dekhoon Qareeb Se Mery Shoq Bhi Hain Ajeeb Se

Faraz Ab Koi Sodaa Koi Junoon Bhi Nahi Magar Qaraar Se Din Kat Rahay Hon Yun Bhi Nahi

Wafa Ke Baab Me ILzaam-e-Aashiqui Na Lia Ke Teri Baat Ki Aur Tera Naam Bhi Na Lia

Dukh Day Kar Sawaal Kartay Ho Tum Bhi Ghalib Kamaal Kartay Ho