Skip to main content

Posts

Shab e Barat Mubarak Islamic Pictures with Hadees

Nawafil Baraaye Azaab e Qabar: Pandharween shab ko  (8) rakaat nimaaz salam parhy. Har main soora e fatiha  k baad (10,10)  martabah parhy. Allah Paak us Nimaz  k baad parhny waly k liye be shumaar farishty muqarar  kry ga. Jo usy azab e qabar sy nijaat  ki  aor  dakhil behshat hony ki khushkhabri dein gy. Shaaban ki pandharween shab ko Nimaaz e Maghrib  k baad (6) rakaat nafal nimaz, do do rakaat kr parhein.  Pehly do nafal parhny sy pehly umar main  kher o barkat  ki niyat kryn. Dosry do nafal parhny sy pehly balaon  aor museebat sy  mahfooz rehny ki niyat kryn.  Teesry o nafal parhny sy pehly makhlooq ka mohtaah  na  hony ki niyat kryn. Har do do nafal adaa  krny k baad  aik baar soor e yaseen ya (21) baar soor e ikhlaas  parhein aor darood e pak parh kr dua mangein. Ilaahi Azzawajjal to bohat muaaf farmany  wala hai. Muaaf farmany ko ...

Best Urdu Two Line Shayari Collection for Facebook Posts

Nigahein na phero chaly jayen gy hum, Magr itna yaad rakho Yaad aayengy hum...!!! Hum ny to Begaana nahi kiya kisi ko apny sy, Zaid Jis ka dil bharta geya woh hum sy Door jata geya...!!! Khafa rehny ka shoaq bhi pura kr lo tum, Lagta hai tumhain hm achy nahi lagty...!!! Mily woh shakhs agr to usy itna keh dena, Ghalib Keh koi tumhari har waqt raahein takta hai...!!! Shiddat e dard main koi kami na aai, Dard phir dard raha ulta likha yaa sidha...!!! Aaj Bethi Hun Apny Hi Ghar Ki Dehleez Py Aisy, Socha Na Tha Muhabbat Yeh Din Dikha Degi...!!! Jin rahon py hum chalty thy ikathy kabhi, Zaid Aik arsaa sy woh rahein Sunsaan pari hain...!!! Khaak Muthi Main Liye Qabar Ki Sochta Hun, Ghalib, Hum Jo Mar Jaty Hain, To Khawab Kidhar Jaaty Hain...!!! Toot jaata hai khud sy waasta , Zaid jab tujh sy Raabta nahi hota...!!!

2 Line Urdu Romantic Shayari for Facebook Pages

Aankhon k qareeb to nahi, lekin Mery Dil k bohat qareeb ho tum...!!! Laal baalon wali larki sy puchun ga, Zaid Kahan sy sikha hai dilon main utar jana...??? Usi darya dili sy aao milty hain, Jesy Jehlam aor Chanaab milty hain...!!! Kuch log hathon main zanjeer liye tumhari taaq main hain, Ay Ishq ! humari galiyon main na hi phiro to behtar hai...!!! Hoti hain Ishq main kuch raaz ki batein, Zaid Aisy hi to is khail main haara nahi jaata...!!! Kon kehta hai nafraton main Dard hai, Zaid Kuch Muhabatein bhi bari aziyat naak hoti hain...!!! Tujh sy bichar kr yeh Tanhai ki ratein, katt to jati hain magr kaati nahi jati...!!! Mujhy Ishq ho geya hai, main bach to jaongi na..!!

10+ Two Line Urdu Shayari Pictures Collection for Facebook

Tum ko darr hai Bhula na dyn tum ko, Humein bhi apni tarah samjhty ho...!!! Darj tha hi nahi woh kitabon main, Jo sabaq Dunia walon ny sikhaya...!!! Kisi ka dekh kr zara sa Muskura dena, kisi kay wastay Kaainaat hoti hai...!!! Bheedd Itni To Nahi Thi Bazar E Ishq Main, Zaid Khony Waly Tu Ny Kuch Der To Dhunda Hota...!!! Judaai Ka Zehar Pi Chuki Hun, Zaid Ay Moat ! Ab Tu Aa Q Nahi Jaati...!!! Is Tanhai ka bara ahsan hai hum par, Yeh sath na hoti to hum kidhar jaty ...!!! Kalaai Na Pakra Kro, Na Hi Paas Aaya Karo, Ghalib Bat Choorion Ki Nahi, Jazaat Machal Jaty Hain..!!! Itni Muhabbat doon keh tu mera ho jaye, Phr main zamany ko tery liye Tarasta dekhun...!!! Kaash! keh koi Ikhtiyar mery pas bhi hota, Usy pany ka ya chupky sy mar jany ka...!!! Tujh ko khabar nahi magr aik baat sun lo, Barbad kr diya tery do din k ishq ny mujhy...!!! Tumhari baatein lambi hain, daleelein hain, bahany ...

Wafa ke Baab me Tarmem ho rahi hai Shayari Image By Zakya Ghazal

Wafa ke Baab me Tarmeem ho rahi hai Ghazal Humare Baad koi Fesla Huaa hai Kiya?

Tum Bin Shayari Ghazals in Urdu Fonts

Tum jaty ho to jao, lekin... bas itna sunoo mery haq main  dua zaroor krna keh tum bin main jee sakoon...!!! Tum bin udaas hoon, dukh ho, dard ho,  saaz ho,  yaa beety dinon ki aawaz ho, main jo kuch bhi hoon, jo koi bhi hoon, lekin.... "tum bin udaas hoon".

Aankhen Poetry 2 Line in Urdu Fonts

Qabil e daad yeh aankhein hain k in aankhon sy, Khud hi paamal huy aor khud hi tamaasha dekha...!!!   Ankhon k aansoo thy magr hm khamosh rahy, Is tawaqaa par shayad tu palat kr dekhy...!!!   Nigahein bolti hain, Zaid, Muhabbat paglon ki guftfu hai...!!! Qiyamat khaiz hain tumhari aankhein, tum aakhir khawab kis ky dekhty ho...!!! Sirf hathon ko na dekho, kabhi Aankhon ko bhi parho, Kuch sawaali bohat khud'daar hua krty hain...!!! Tum Samandar ki baat krty ho sahib, Log aankhon main doob jaty hain...!!!  Us ki Aankhein sawaal karti hain, meri Himmat jawab dy jati hai...!!! \ Woh Aankhein kr rahi hain jo baras  jany ki tiyari, in ko kon batlaaye, keh abhi Sawan nahi aaya...!!!