Skip to main content

Posts

Judai Sad SMS Shayari With Sad Images, For Mobile Wallpaper And FB Post

Kesi ajeeb tujh sy ye judai thi Ky tujhy alwida bhi na kah saky Teri saadgi mein itna faraib tha Ky tujhy bewafa bhi na kah saky...!!! Guftago unsy roz hoti hai Mudaton saamna nahi hota...!!! Gila aapsy koi nahi hai Gila apni majborion sy karty hain Aap aaj hamary qareeb na sahi Muhabbat to aapki dorion sy bhi karty hain...!!! Kitna chahaton hon tujhy ye mujh ko pata nahi Magar tumahry siwa koi aur dil mein basa nahi Zamana dushman ho gaya chahat ka hamari Juda ho gaye phir sy ham ye meri khata nahi...!!! Uski judai ny mujhy lafzon ka badshah bana diya Main kisi sy baat bhi karta hon to log waah waah karty hain...!!! Dil to hai to sirf tujh py hi mary ja raha hai Teri yaad mein tasbeeh kiye ja raha hai Ab to ye judai ka ye gham ham sy saha nahi ja raha hai Aur aik tu hai jo door rah kar hamein tarrpa raha hai...!!! Hijar ki talkhi zehar hai jana Kuch meethi baatein bh...

Islamic Urdu Shayari, SMS, Quotes With Islamic Wallpapers

Ya rab teri shan jale ejalal hai Meri maang rizq e halal hai Meri aajizi ko kar qabool Meri zindagi ka sawal hai...!!! Wahi rakhy ga mery ghar ko balaoun sy mahfooz Jo shajar sy ghonsla girny nahi deta...!!! Log tangdasti sy jitna darty hain Agar dono sy darein to dono sy bach jaien Maal sy jitni muhabbat karty hain Agar jannat sy karein to dono paa lein...!!! Dhondta raha sukon ko har jaga umer e rawaan ky saath Ya Rab kahein or na mila sukoon tery sajdy ky siwa...!!!   Jab main kahta hon ya Allah mera haal dekh Hukam hota hai ky apny naama amal dekh...!!! Kis qadar pur kaif ha teri zaat sy ishq ay Allah Na bewafai ka khadsha, na judai ka koi khof...!!! Mit jaye gunahon ka tasawur hi jahan sy IQBAL Agar ho jaye yaqeen ky khuda dekh raha hai...!!! Nahi main mohtaj duniya ka ik tery siwa ya rab Mery sajdy qabool kar ly meri saanein totny sy pahly...!!! Yo...

Love, Ishq, Muhabbat Shayari and SMS with Lovely Images

Chahat ky ye asiy afsany howey Khud nazron mein apni begany howey Kisi bhi rishty ka khayal nahi mujhy Ishq mein tery is qadar deewany howey...!!! Ishq jab tak na kar chuky ruswa Aadmi kaam ka nahi hota...!! Main wahan hon jahan jahan tum ho Tum karo gy kahan kahan sy guraiz...!!! Dil mein kuch nahi aaj dard ky siwa Aankhon mein kuch nahi aaj teri yaad ky siwa Tum chorna mat kabhi sath mera Zindagi mein kuch nahi tery piyar ky siwa...!!! Log ishq mein jaan deny ki baat Karty hain par deta koi bhi nahi Ham to hatheli par jan liye bethy hain Kambakht koi maangta hi nahi...!!! Tum mery dil mein aisy basy ho Jaisy ky dil ki dharkan bany ho Tum ko mery jaan khabar hi nahi hai Mery liye tum kiya ban gaye ho...!!! Tanhiyon mein muskurana ishq hai Aik baat ko sab sy chupana ishq hai Yon to neend nahi aati rat bhar Magar jagty jagty sona aur  soty soty jagna hi ishq hai...

Intzaar Hindi And Urdu Cool Shayari With Nice Intzaar Images

Ay dost tu na aaya tery intzar mein Eik mot thi jo aa gayi wada kiye bagair...!!! Kismat ny to tum sy door kar diya Akely pan ni dil ko majboor kar diya Ham bhi bandagi sy moo morr lety magar Tumhary intzar ny jeena par majboor kar diya...!!! Pal bhar ka intzar aur barson ka intzar Jaisy koi apna hi apny ghar ko lot raha hai...!!! Buhat ho chuka intzar unka Ab aur zakham sahy jaty nahi Kiya bayan karein Unky sitam ko Dard unky kahy jaty nahi...!!! Intzar to buhat tha hamein lekin aaya nahi wo kabhi Ham to bin bulaye hi aa jaty agar hota unhian bhi intzar kabhi...!!! Is bahty dard ko mat roko Ye to saza ha kisi ky intzar ki Logh inhain aanso kahein ya deewangi Par ye to nishani hai kisi ky piyar ki...!!! Is sy pahly ky mujh ko sabar aa jaye Kitna acha ho ky lot aao tum...!!!

Dua 4 Line Shayari, Dua 4 Line Image SMS Shayari

Piyar ky pholon mein hamesha khily aap Khushiyon ky jholon mein hamesha jholy aap Khuda sy maangy to kiya maangy ham Bas yahi chahty hain hamein na bholein aap...!!! Is naye saal mein khushiyon ki barsat ho Piyar ky din aur muhabbat bhari raat ho Ranjishien nafratein mit jaye sada keliye Sabhi ky dilon mein aisi chahatien hon...!!! Piyar usko milta hai jiski taqdeer hoti hai Buhat kam hathon mein ye lakeer hoti hai Kabhi juda na piyar kisi sy kisi ka Kasam khuda ki buhat takleef hoti hai...!!! Thukra diya hai jis ky liye ik jahan ko Ya rab wo mery dil na dukhaye tamam umer...!!! Piyar ky liye us sy izzat mangi Tuty dil ny bhi usky liye dua maangi Jany kiya bat thi uski bewafai mein ky Mainy hamesha us sy milny ki dua maangi...!!! Tery piyar ny zindagi sy pahchan karyi hai Mujhy wo tofano sy phir lota ky laayi hai Bas itni hi dua karty hain khuda sy ham Bujhy na ye shama kabhi ...

Dosti Friendship Shayari, SMS With Lovely Images For FB

Dosti ky maani hamsy kiun pochty ho Ham abhi in baaton sy anjan hain Sirf aik guzarish hai ky bhol na jana hamein Kiun ky aapki dosti hi hamari jaan hai...!!! Dooriyon sy farq parrta nahi hai Baatein to dilon ki nazdekiyon sy hoti hai Dost to kuch khaas aap jaisy hoty hain Warna mulaqtat to na jany kitno sy hoti hai...!!! Aasman sy utri hain taaron sy sajayi hai Chand ki chandni sy nahlayi hain Ay dost sambhal ky rakhna ye dosti Yahi to hamari zindagi bhar ky kamayi hai...!!! Ham dosto ko jaan samajhty hain Ham dosto ko aan samajhty hain Dost hamein bewafa samajhty hain to kiya howa Ham to doston ko apni zindagi samjhty hain...!!!     Na jany kiun main tujh sy kuch ziyada rotha karti hon Tery doori sah jaaye is keliye dil ko manaya karti hon Kabhi to tujhy jaisy buhat hi bura kah leti hon par dost Jab teri dosti ki misal yad aati hai tujhy dua diya karti hon...!!! Dosti mein doo...

Dhoka Fraib Shayari For Broken Heart With Sad Mood Images

Log pochty hain kiun surkh hain tumhari aankhein Hans ky kah deti hoon raat ko so na saki Lakh chahon bhi magar ye kah na sakoon Raat ko rony ki hasrat thi magar ro na saki...!!! Main ye nahi kahta ky meri Khair khabar pocho tum Khud kis haal mein ho itna To bata diya karo...!!! Har mor py milta hai hamdard naya Mery shahar mein hain fankar buhat...!!! Usny torra wo taluq jo hamari har baat sy tha Usko dukh najany meri kis baat sy tha Sirf taluq raha, logon ki tarha wo bhi Jo achi tarha wakif meri har baat sy tha...!!! Hansi ki raah mein gham mily to kiya karein Wafa ki raah mein bewafa mily to kiya karein Kaisy bachaye zindagi ko dhoky baazon sy Koi muskura ky dhoka dy jaye to kiya karein...!!!   Guzri zindagi ky kuch pal yaad aaty hain Aankhein band kar lein to unhi ko paaty hain Kiya bataein unki bewafai ky kissy ab to Ham wafa ky naam sy bhi ghabraty hain...!!! Roz mu...