Subh ky waqat parhny wali Dua: Aap s.a.w ny farmaya: "Jis ny subha ky waqt yeh kalimat parhy: Main ALLAH ki rabobiat deen-e-islam aur Muhammad s.a.w ki Nabowat-o-Risalat par raazi hon to main (Muhammad s.a.w ) yeh zamat deta hon ky main (Muhammad s.a.w ) khud us ko hath sy pakar kar jannt mein dakhil karonga...!!!"