Skip to main content

Posts

Mohabbat Shayari SMS Shayari in Urdu Picture

Tum kiya jano MOHABBAT ky meem ka matlab, Agar mil jaye to mojza aur na mily to mot...!!! Kitni mahdood si ha dunya meri, Ek main ik MOHABBAT meri...!!!

Mohabbat Urdu Images Poetry/Shayari for Facebook Timeline Posts

Har koi poochta ha kiya karty ho tum, Goya MOHABBAT koi kaam hi nahi...!!! Talash kar mujhy apny Dil me Zaid, Dard ho smajh lena MOHABBAT tum bhi karty ho...!!!

Mohsin Naqvi Best Ghazals Shayari in Urdu Pictures about Love

Shajar, Zameen, Ghata, Aasman bolta hai, Woh hont kholy to sara jahan bolta hai, Suny ga kon sadaein dil-e-shikashta ki Tamam shahar tumhari zuban bolta hai, Hamary bech muhabbat mahak rahi hai a gar To phir yeh kon ha jo darmian bolta hai, Dilon sy uth ta nahi khof ka dhuwan yonhi Yaqeen bikharny to guman bolta hai, Jalaye betha hon jab sy diye mandiro par Har aik shakhs hawa ki zuban bolta hai, Zarori ho gaya ha ab to bolna MOHSIN Sakoot e shab ho to khali makan bolta hai...!!! Pagal aankhon wali larki Itny mahngy khuwab na dekho Thak jao gi Kanch sy nazuk khuwab  tumhary Toot gaye to pachtaougi Tum kiya jano...!!! Khuwab... safar ki dhoop ky teshy Khuwab... adhori raat ka dozakh Khuwab...  khayalon ka pachtawa Khuwabon ka hasil tanhai Mahangy khuwab kharidny hon to Aankhein bechna parrti hain Rishty bholny  parrty hain Andesho ki rait na phanko Khuwab ki oat sarab na dekho Piyas na dekho Itny mahang...

Romantic Love Quotes in Urdu Pictures for Him and Her

Aankhon ka faraib ha ya aks-e-jamal hai, Aati kiun ha nazar teri soorat jaga jaga...!!! Pahly usko socha tha ya pahly usko chaha tha, Aisi baatein kiya sochein jab sab iqrar zubani hon...!!!

Islamic Dua, Hadees and Quotes in Urdu Pictures

Daja Shahadat Tak Rasai: Hazrat Aysha (R.A) ny Rasool Allha (S.A.W) sy daryaft kiya kiya koi shakhs bagair shahadat ky shaheedon ky sath ho sakta ha Hazoor (S.A.W) ny irshad farmaya jo shakhs din ya raat mein 20 dafa mot ko yaad kary wo shaheed mein ho sakta ha aik dosri hadees mein ha jo shakhs rozana 25 martaba yeh alfaz parhy woh shaheedon ky darjon mein ho sakta ha...!!! Aik fori kalma-e-magfirat: Hazrat Anas  (R.A) sy riwayat ha ky aanhazrat (S.A.W) ny farmaya jo shakhs  nimaz ky baad ye alfaaz kahy woh is haal mein khara hoga ky uski magfirat ho chuki hogi...!!!

Ishq Poetry Wallpapers Collection in Urdu

Luta kar har cheiz, manzil-e-ISHQ ki raah me, Ham hans parry hain aaj khud ko barbad dekh kar...!!! Woh jazbat ki hurmat sy hi nawaakif hain, Kesy mumkin tha kah woh ISHQ ki izzat karty...!!!

Pyar, Ishq, Mohabbat Poetry/Shayari Wallpapers in Urdu for Facebook posts

Ay ISHQ zara aik baat to bata, Kiya sab ko aazmaty ho ya mery sath dushmani ha...!!! Bas itna yaad ha ky mujhy ISHQ howa tha , Phir kiya howa uski mujhy khabar nahi...!!!