Kisi BEWAFA ki khatir yeh junoon faraz kab tak, Jo tumhain bhula chuka ha usey tum bhi bhool jao...!!! Kiun uljhy howey ho in sawalon mein, BEWAFA tum nahi to ham hon gy...!!!
Qowatt-e-ishq sy har past ko balaa kar d, Dahar mein ism-e-Muhammad sy ujala kar day...!!! Shaheen kabhi parwaz sy thak kar nahi girta, Pur dam ha agar tu, to nahi khatra-e-aftada ...!!!
Afrad ky hathon mein ha aqwam ki takdeer Har fard ha millat ky muqaddar ka sitara, Dein hath sy dekar agar aazad ho millat Hai aisi tijarat mein musalmano ka khasara...!!! Ilm me bhi saroor ha lekin, Yeh woh jannat ha jis mein hoor nhi...!!!
Aaye ga aik dor wo bhi INSHALLAH, Jab tu surkh jory mein mery robaro hogi ...!!! Horon sy kah do kisi guman mein na rahein, Woh farsh par bhi mera ha aur wo arsh par bhi mera hai...!!!
Suno meri aankhein khareedo gy, Mujhy aik khuwab ka tawaan bharna ha...!!! Teri muskurati ye tabinda aankhein Hain gahwara dosheza subh-e-no ka Keh aakash ky do sitaron ka sangam Bhatakty howy jaisy do neely shabnam Mujhy udny dy in ki neeli fiza mein Yahan tak ky tay kar ky ye saari dunya Main ho jaoun gum in ki gahraiyon me Ro pahli si sunahri parchaiyon me Teri muskurati ye tabinda aankhein....!!!
Ham usey buhat YAAD aaein gy, Jab usey bhi koi thukraye ga...!!! Hun muhabbat sy majboor warna, Tujhy YAAD karna sawab thodi ha...!!! Is bars ka naam bhi ham ny, Teri YAADON ka saal rakha hai...!!!
Kar ky aik dosry sy ahd-e-WAFA , Aao! kuch dair jhot bolein ham...!!! Koi majborian hogien WAFA jo kar nahi paya, Mery mahboob ko shamil na karo bewafoun mein...!!!