Najany kiun magar phir bhi mera DIL karta hai, Wafa ko aag lag jaye Muhabbat bhaarr mein jaye...!!! Tumhary baad baqi aur to sab theek ha lekin, Jahan DIL tha kabhi pahly wahan ab dard hota ha...!!!
Bewafai ki har kahani ka, Silsila tum sy ja ky milta ha...!!! Na kar muhabbat pardesi sy inka thikana door hota hai, Yeh BEWAFA nahi hoty uhain jana zaroor hota hai...!!!
Yaad ki BAARISH Is mousam ki BAARISHK Kuch bhi nahi, Lekin Teri yad ki BAARISH Har pal.... Mujhy bighoti rahti hai Zaid meri aankhon sy Musalsal BAARISH hoti rahti ha...!!! Muhabbat to BAARISH hai Muhabbat to BAARISH hai... jisy chony ki tamanna har koi rakhta ha. Zaid Magar hath hamesha khali rah jaty hain...!!!
Lot aai hain dekho baarshein phir sy yahan wahan, Ik tum ko hi lot ky aany ki fursat nahi mili...!!! Pahly barish hoti thi to yaad aaty they, Ab jab yaad aaty ho to barish hoti ha...!!! Aaj sawan meri aankhon mein utar aaya ha, Aaj lagta bary zor ki BAARISH hogi...!!!
Tery muqam ko anjum shanas kiya jany, Ky khak-e-zinda ha tu taba-e-sitara nahi...!!! Zameer-e-lala mein roshan charag-e-aarzo kar dy, Chaman ky zarry zarry ko shaheed justajo kar dy...!!!
Chorr jana itna hi zarori tha to kam az ka, Apni yadon ko bhi bewafai sikha kar jaty...!!! Mumkin ha teri yadon sy peecha mera choot jaye, Shart itni ha ky dil sy dharkanon ka taluq toot jaye...!!!