Lot aai hain dekho baarshein phir sy yahan wahan, Ik tum ko hi lot ky aany ki fursat nahi mili...!!! Pahly barish hoti thi to yaad aaty they, Ab jab yaad aaty ho to barish hoti ha...!!! Aaj sawan meri aankhon mein utar aaya ha, Aaj lagta bary zor ki BAARISH hogi...!!!