Jab Kisi Jaam Ko Honton Sey Lagaya Many Raqss Karta Howaa Dekha Tera Saya Many, Mujh Se Mat Poch Mere Mohtasib-e-Sheher Se Poch Kiun Teri Aankh Ko Pemana Banaya Maney, Loog Kehtey Hain Qaseda Woh Tere Husun Ka Tha Aam Sa Geet Jo Mehfil Me Sunaya Many, Maikada Band Thaa Lekin Ju Hi Garja Badal Apni Toubaa Ko Chatak Tha Huaa Payaa Many, Shair-o-Naghmat Ka Rishta Kabhi Tota Na Qatil Jab Ghazal Ban Ke Woh Aaya Usay Gayaa Many...!!!