Skip to main content

Posts

Najanay Kis Ke Muqdar Main Tu Likha Hai Magar

Najanay Kis Ke Muqdar Main Tu Likha Hai, "MAGAR" Yeh Such Hai Ke Jana Umeedwar Ham Bhi Hain...!!!

I Miss You Doesn't Always Mean I Want You Back

ღ♥♥ღI miss you doesn't always meanღ♥♥ღ     ღ♥♥ღI want you backღ♥♥ღ ღ♥♥ღsometimes it only meansღ♥♥ღ

Sanwate Hain Woh Dekh Kar Aaina

Sanwate Hain Woh Dekh Kar Aaina, Jab Woh Sanwar Jaaye To Aaina Deikhta Hai...!!!

Ik Umar Se Yehi Hay Mery Dil Ki Aarzoo

Ik Umar Se Yehi Hay Meray Dil Ki Aarzoo, Woh Saamnay Bithaa Ke Mujhe Dekhta Rahay...!!!

Dhondo Ge Kahan Mujhko Lo Mera Pata Le Lo

Dhondo Ge Kahan Mujhko, Lo Mera Pata Le Lo, Ek Qabar Nayi Hogi, Ek Jalta Diya Hoga...!!!

Tu Hi Yeh Mujhko Bata De Chaahun Main Ya Na

Tu hi ye Mujhko bata de, Chaahun main ya Na.. Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na Tu hi ye mujhko bata de, Chaahun main ya Na.. Apne tu dil ka pata.. de, Chaahun main ya Na Itna bata dun tujhko, chahat pe apni Mujhko Yun toh nahin ikhtiyaar, phir bhi ye socha dil Ne Ab jo laga hoon milne, poochun tujhe ekBaar.. Tu yeh mujhko bata de, Chaahun main ya Na.. Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na.. Aasi kabhi pehle hui na Thi Khawahishein..  Kisi se bhi milne kina kithi Koshishein Uljhan meri sujha de, Chahun main ya Na Aankhon aankhon mein jata De Chaahun main ya Na.. Mere chhote chhote Khwaab hai, Khwaabon mein geet hain Geeton main zindagi hai, Chahat hai, preet Hai Abhi main na dekhun khwaab Woh Jin mein na tu mile, Le khole hoth Haine Ab tak the jo sile Mujhko na jitna mujhpe, Utna is dil ko Taujhpe Hone laga aitbaar, Tanha lamho main Apne Bunti hun tere sapne Tujhse hua mujhko Piyar.. Poochungi tujhko kabhi na, Chaahun main ya Na T...

Sunn Rahaa Hai Naa Tu Roo Rahi Hun Main

Manzile Ruswaa hain, Khoyaa hai Raastaa Aaye Le Jaaye Itnii Si Iltajaa.. Yeh Merii Zamaanat hai, tu Meri Amaanat Hai Aaaaa... Mujhko Iraade de, Kasme de, Waade De Meri duaaon kaa Isharon ko Sahaare De Dil ko Thikaane de, Naye Bahaane De Khaabon ki Barishoon ko Mausam ke Pemaaney De.. Apni Karam ki Kar Adayein Karde Idhar Bhi Tu Nigaahe.. Sunn Rahaa hai naa Tu Roo Rahi Hu Main.. Sunn Rahaa hai naa Tu Kiuon Roo Rahi Hu Main.. Sunn Rahaa hai naa Tu Roo Rahi Hu Main.. Sunn Rahaa hai naa Tu Kiuon Roo Rahi Hu Main.. Yaaraa.. Waqt Bhi Thehraa Hai.. Kaise Kyun yeh Huaa.. Kaash Tu Aese Aaye Jaisey Koi Duaa.. Tu Rooh ki Raahat Hai Tu Meri Ibaadat Hai Aaa... Apni Karam ki Kar Adayein Karde Idhar Bhi Tu Nigaahe.. Sunn Rahaa hai naa Tu Roo Rahi Hu Main.. Sunn Rahaa hai naa Tu Kiuon Roo Rahi Hu Main.. Sunn Rahaa hai naa Tu Roo Rahi Hu Main.. Sunn Rahaa hai naa Tu Kiuon Roo Rahi Hu Main...!!!