Ab Aansuon Ko Aankhon Mein Sajaana Hoga Charaagh Bhuj Gaye Khud Ko Jalaana Hoga, Na Samajhna Keh Tumse Bicharh Ke Khu$h Hain Humein Logon Ki Khaatir Muskuraana Hoga, Phir Shaam Dhal Gayi Tum Aaye Na Aaj Bhi Dil Ko Aaj Phir Umeedon Se Behlaana Hoga, Waada Khilaafi Kar Ke Muskurate Hain Aap Dekhna Ek Din Sanam Aapko Pachtaana Hoga, Lahoo Se Apne Kafan Pe Tera Naam Likh Jaaungi Thaam Ke Haath Mein Phool Tumko Aana Hoga,