Skip to main content

Posts

Nafrat Shayari In Urdu Woh Ek Baat Bohat Talkh Kahi Thi Usne

Woh Ek Baat Bohat Talkh Kahi Thi Usne Baat To Yaad Nahi! Yaad Hai Lehja Uskaa...!!!

Dil Ka Dard Shayari Dil Ka Aalam Hai Ek Darya Sa

Dil Ka Aalam Hai Ek Darya Sa Do Kinaroon Me Dard Behta Hai...!!!

Tanhai Sad Image Shayari Main Tanha Tha Main Tanha Hun

Main Tanha Tha Main Tanha Hun Tum Aao To Kiya Na Aao To Kiya...!!!

Aitabar 2 Line Shayari Hamary Aitbar Ki hadh Pochte Ho Lo Suno

Hamary Aitbar Ki hadh Pochte Ho Lo Suno Unhon Ne Din Ko Raat Kaha Hum So Gaye...!!!

Best Wafa Bewafa Shayari Rooh-E-Wafaa Ke Darakht Aur Bewafaai Ka Paani

Rooh-e-wafaa Ke Darakht Aur Bewafaai Ka Paani Mere Badan Par Zakhm Uhi Nikal Aatey Hain...!!!

Khawabon Ka Janaza 2 Line SMS Apni Neendon Se Kaho Ke Aansuo Ka Jaama Pehan Lain

Apni Neendon Se Kaho Ke Aansuo Ka Jaama Pehan Lain Aaj Raat Mere Khwaabon Ke Janazey Fursat Se Nikleynge...!!!

Teri Galiyan 4 Line FB Shayari Teri Galiyon Ke Raastey Anjaan Lagtey Hain

Teri galiyon k raastey anjaan lagtey hain Ab ye dard bi mujhe mehmaan lagtey hain Wafa kya karengy meri tarah ye Farishtey Harkato se to ye bhi insaan lagtey hain...!!!