Skip to main content

Posts

Deewangi FB SMS Shayari Saara Shehar Meri Deewangi Say Waqif Raha

Saara Shehar Meri Deewangi Say Waqif  Raha Magar Ik Shakhs Ki Aankhon Say Be-Aitbaari Na Gayi...!!!

Naata torr gaya Hindi Shayari Joh Liya Karta Tha Mujh Se Har Ek Mashwara 2 line shayari

Joh Liya Karta Tha Mujh Se Har Ek Mashwara "Ajnabi" Mujh Se Liye Baghir Aaj Woh Naata Kasy Torr Gaya...!!!

Kasam Khayi Hai Shayari Abb Dhekte Hai Kiss Ki Jaan Jaati Hai

Ab Dhekte Hai Kiss Ki Jaan Jaati Hai Usny Meri, Mene Uski Kasam Khayi Hai...!!!

Dukh Gham Shayari Hasne Ki Justuju Mein Dabaya Jo Dard Ko

Hasny Ki Justaju Mein Dabaya Jo Dard Ko, Aansoo Hamari Aankh Mein Patthar Ke Ho Gaye...!!!

Toofan Gham Shayari Jitne Toofan Uthaoge Mein Seh Sakti Hoon

Jitne Toofan Uthaoge Mein Seh Sakti Hoon, Tez Aandhi Mein Lachakne Ki Ada Hai Mujh Mein...!!!

Dil Ki Kitaab 4 Line Shayari Ham Ne Dil Ki Kitaab Mein Tere

Ham Ne Dil Ki Kitaab Mein Tere Saaray Waaday Sanbhaal Kar Rakhay, Tujh Se Milnay Ke Aur Bichadnay Ke Saaray Khadshay Sanbhaal Kar Rakhay...!!!

Chalty Chalty Hindi Ghazal Shayari Jeevan Raah Pe Chalte Chalte Murr Ke Dekha Barson Baad

Jeevan raah pe chalte chalte murr ke dekha barson baad, Kya khoya kya Paya hum ne  aaj yeh jaana barson baad, Bethe bethe aaj kis ki yaad ne yun angrrayi li, Ashkon ka be-mausam badal toot ke barsa barson baad, Muddat baad milley hum dono  Tu aesa mehsoos hua, Waqt ne tasveer ke du tukrron ko jorra barson baad...!!!