Posts

Yeh Samandar Hai Kinaare Hi Kinaare Jaao Ishq Har Shakhs Ke Bas Ka Nahi Piyaare Jaao

Marney Se Bhi Pehle Mar Gaye They Jeeney Se Kuch Aese Dar Gaye They

Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah Uska Chehra Nazar Aata Hai Jheel Main Kanwal Ki Tarah

Tujhy Roz Dekhoon Qareeb Se Mery Shoq Bhi Hain Ajeeb Se

Faraz Ab Koi Sodaa Koi Junoon Bhi Nahi Magar Qaraar Se Din Kat Rahay Hon Yun Bhi Nahi

Wafa Ke Baab Me ILzaam-e-Aashiqui Na Lia Ke Teri Baat Ki Aur Tera Naam Bhi Na Lia

Dukh Day Kar Sawaal Kartay Ho Tum Bhi Ghalib Kamaal Kartay Ho

Tere Chehre Se Yaad Aata Hai Zindagi Tujhse Hum Mile The Kabhi

Yeh Alag Baat Ke Woh Aap Sa Dikhta Hoga

Zubaan To Keh Nahi Sakti Tumhain Ehsaas To Hoga Meri Aankhon Ko Parh Lena Mujhy Tumse Muhabbat Hai

Dil Gaya Tha To Yeh Aankhain Bhi Koi Ly Jata Main Faqat Ek Hi Tasveer Kahan Tak Dekhon

Jany Kab Tak Teri Tasveer Nigahon Me Rahi Ho Gai Raat Tere Aks Ko Takty Takty

Dil Na Umeed To Nahi Nakaam Hi To Hai Lambi Hai Gham Ki Shaam Magar Shaam Hi To Hai