Manzil-E-Ishq Ghazal in Urdu with Images Free Download


Woh Log Bohat Khush Qismat Thy,
Jo Ishq Ko kaam Samjhty Thy,

Yaa Kaam Aashiqi Krty Thy,
Hum Jeeny Main Masroof Rahy,

Kuch Ishq Kiya, Kuch Kaam Kiya,
Kaam Ishq K Aary Aata Raha,

Aor Ishq Sy Kaam Ulajhta Raha,
Phir Aakhir Tang Aa Kr Humny,
Donon Ko Adhoora Chor Diya...!!!




Aik Pagal Si Larki,
Mujhsy Pucha Karti Thi.

Q Mujhsy Itni Muhabbat Karty Ho Tum,
Usy Kesy Samjhaon Main Yeh...

Aankhein Jheel Samandar Hon,
To Doobna Acha Lagta Hai...

Chehra Ho Jab Ghazal Ki Manind,
To Parhna Acha Lagta Hai...!!!





Manzil-E-Ishq Main ZaiD.
Har Shakhs Be-Zubaan Niklaa.

Jis Ko Gham Samjha Tha,
Woh Gham Ka Darmaa Nikla.

Naa Bulbul Ko Sunaa Gham Ki Aah Zaari,
Har Shakhs Mujhsy Mtlab Sy Kaam Leta Raha...!!! 



Comments