Islamic Urdu Hadees Ahl-e-jannat ki Bewiaan



Ehl-e-Jannat Ki Bewiaan.
"Ham un bewiyon ko khas tor par naye siry sy paida karein gy aur ham unhain baakra bana dein gy wo khawind ki ham umer aur us sy muhabbat karny walian hongein...!!!"
Imam bagwi ny apni tafseer mein is aayat ky ziman mein farmaya:
"Is sy murad dunya ki wo bodhi ortein hain jin ko ALLAH naye siry sy paida karein farmaein gy jab wo unky paas aaien gy to wo unhain baakra paein gy...!!!"


Comments