Urdu Shayari Photos about Love for Facebook Timeline Status


Main lafz soch soch kar thak si gai,
Woh phol dy ky bat ka izhar kar gaya...!!!




Mera chup rahna kahein nafrat na samajh lena,
Ham akely pan mein khud ko tum sa mahsoos karty hain...!!!




Koi rothy agar tum sy to usey foran mana lena,
Ky anaa ki jang mein aksar judai jeet jati hai...!!!




Kuch log mujhy apna kaha karty theym
Such me woh sirf kaha karty the...!!!




Kuch nafrat ki nazar howa mera ye wajood,
Baqi jo bach gaya tha muhabbat mein mar gaya...!!!




Likh kar chala gaya mery chahry py apna gham,
Mujh ko ataa ajeeb nishani woh kar gaya...!!!




Judai, ruswai, ashk, aur tanhai,
Aakhir kar woh muhabbat ki jaza dy gaya...!!!




Khuwab hoty hain dekhny keliye,
In mein ja kar magar raha na karo...!!!




Kitab meri qalam mera aur soch bhi meri,
Par jo likhy hain mainy woh khayal kiun tery hain...!!!




Koi lakh parhy piyar ky mantar,
Jinki fitrat ho dasna wo dasa karty hain...!!!



Comments