Sad Shikwa Shayari in Urdu Images for Facebook Status Posts

Shikwa shayari badnam karty hain log shahar mein hamein jis shakhs ky nam sy kasam sy us shakhs ko kabhi ham ny ji bhar ky dekha bhi nahi

Badnam karty hain log shahar mein hamein jis shakhs ky nam sy,
Kasam sy us shakhs ko kabhi ham ny ji bhar ky dekha bhi nahi...!!!



Shikwa shayari begana ham ny to nahi kiya kisi ko apny sy jiska dil bharta gaya wo chorta gaya

Begana ham ny to nahi kiya kisi ko apny sy,
Jiska dil bharta gaya wo chorta gaya...!!!



Shikwa shayari choro bahso taqrar ki baatein ye batao bichar ky khush to hona

Choro bahso taqrar ki baatein,
Yeh batao bichar ky khush to hona...!!!




Shikwa shayari karty hain meri khamio ka tazkira is tarha log apny aamal mein farishty hon jaisy

Karty hain meri khamio ka tazkira is tarha,
Log apny aamal mein farishty hon jaisy...!!!



Shikwa shayari main aik sitary ki seerat pay mar mita warna falak sy karta raha chand bhi ishary mujhy

Main aik sitary ki seerat pay mar mita warna,
Falak sy karta raha chand bhi ishary mujhy...!!!



Shikwa shayari mana ky nahi aata mujhy kisi ka dil jetna magar ye to batao yahan dil ha kis ky pass

Mana ky nahi aata mujhy kisi ka dil jeetna,
Magar ye to batao yahan dil ha kis ky pass...!!!



Shikwa shayari rougy buhat ham sy bichar ky maan lo ye chahat ky sajdy hain qaza soch ky karna

Rougy buhat ham sy bichar ky maan lo,
Yeh chaahat ky sajdy hain qaza soch ky karna...!!!



Shikwa shayari tujhy kis ny kaha mumkin ha main rahon aur mujh mein tu na rahy

Tujhy kis ny kaha mumkin hai,
Main rahon aur mujh mein tu na rahy...!!!



Shikwa shayari tujhy muft mein jo mil gaye ham tu qadar na kary ye tera haq banta ha

Tujhy muft mein jo mil gaye ham,
Tu qadar na kary yeh tera haq banta hai...!!!



Shikwa shayari tum kiya samajhty ho choro gy to mar jaonga aik bat kahun tum sy tum thek samajhty ho.

Tum kiya samajhty ho! Choro gy to mar jaonga?
Aik bat kahun tum sy? Tum thek samajhty ho...!!!


Comments

  1. I’m sorry I was his biggest mistake while he was the BEST thing to ever happen to me.
    "The heart was made to be broken." Sad Quotes

    ReplyDelete

Post a Comment