Love Romantic Shayari SMS in Urdu with Images Collection for Facebook

Best Urdu Images Shayari of: Love Mohabbat Ki Zindgi Urdu Shayari Image, Love Romantic Nigahain Churana Urdu Shayari Photo, Bhula Nahi Sakta Love Urdu Chor Sakta Hai Shayari Wallpaper, Roz Dekhna Love Urdu Shayari Picture, Love Duaon Se Pa Liya To Urdu Shayari Wallpapers, Love Deewana Kar Diya Ek Nazar Me Urdu Shayari Image, Love Romantic Jazbat Ka Machlna or Choryan Urdu Shayari Picture, Love Kitab-e-Hasti Ke Bab Me Har Warq Par Tri Mohabbat Urdu Shayari Image.

Love urdu shayari mangi thi ham ny tum sy muhabbat ki zindagi tum ny to zindgi ko muhabbat ko bana diya

Mangi thi ham ny tum sy muhabbat ki zindagi,
Tum ny to zindgi ko muhabbat ko bana diya...!!!



Love urdu shayari milty hi nazar ham sy chura lety ho nigahain kiya khoob samajhty ho nigahon ki zuban tum

Milty hi nazar ham sy chura lety ho nigahain,
Kiya khoob samajhty ho nigahon ki zuban tum...!!!



Love urdu shayari mujhy apny kirdar par itna to yakeen ha koi mujhy chor to sakta ha magar bhula nahi sakta

Mujhy apny kirdar par itna to yakeen hai,
Koi mujhy chor to sakta ha magar bhula nahi sakta...!!!



Love urdu shayari tujhy roz dekhon qareeb sy mery shoq han ajeeb sy

Tujhy roz dekhon qareeb sy,
Mery shoq han ajeeb sy...!!!



Love urdu shayari churao nazrein chudao daman badal ky rasta barrhao uljhan tumhain duaon sy phir bhi mainy jo paa liya to kiya karo gy

Churao nazrein, chudao daman, badal ky rasta barrhao uljhan,
Tumhain duaon sy phir bhi mainy jo paa liya to kiya karo gy...!!!



Love urdu shayari deewana kar diya usny aik bar dekh kar ham kuch bhi na kar saky lagatar dekh kar

Deewana kar diya usny aik bar dekh kar,
Ham kuch bhi na kar saky lagatar dekh kar...!!!



Love urdu shayari kalai na pakra karo buhat kaha ha tum sy jaan baat chorion ki nahi jazbat machal jaty hain

Kalai na pakra karo buhat kaha ha tum sy jaan,
Baat chorion ki nahi jazbat machal jaty hain...!!!



Love urdu shayari warq warq par teri ibarat tera afsana teri hikayat kitab e hasti jahan sy kholi teri muhabbat ka bab nikla

Warq warq par teri ibarat tera afsana teri hikayat,
Kitab-e-hasti jahan sy kholi teri muhabbat ka bab nikla...!!!

----------------------------------------
Dosti kisi sy kuch yoon nibha lo
Ky usky dil ky sary gham chura lo,
Itni chaap chor do kisi par dosti ki ky
KHUDA bhi kahy ky hamein apna dost bana lo...!!!
----------------------------------------
Naqab kiya chupaye ga shabab husn ko,
Nigah-e-ishq to pathar bhi cheer deti ha


Comments