Yaad Urdu Shayari Images in Sad Poetry Words


Chorr jana itna hi zarori tha to kam az ka,
Apni yadon ko bhi bewafai sikha kar jaty...!!!




Mumkin ha teri yadon sy peecha mera choot jaye,
Shart itni ha ky dil sy dharkanon ka taluq toot jaye...!!!




Teri yaadein bhi hain mery bachpan ky khilono jaisi,
Tanha hota hon to inhain lekar beth jata hun...!!!



Torr do na wo kasam jo khai ha,
Kabhi kabhi yaad kar leny mein kiya burai ha...!!!



Comments