Ramzan mubarik hadith collection in urdu, Best Ramzan mubarik hadees collection, Islamic images with ramzan hadeeses, Ramadan mubarak special, Hadees mubarak for Ramadan shareef, Ramzan mubarak special photos, Ramadan mubarak sms collection in urdu, Beautiful Ramadan ul mubarak islamic pictures, Rasool Akram (S.A) ny farmaya hadees collection, Hadith about Ramazan ul mubarak, Sahi Bukhari about Ramzan kareem, hadees in urdu sahih bukhari, Ramzan special hadees in urdu fonts, Urdu fonts Hadees by Sahih Bukhari, Ramzan special hadees in urdu, Ramzan wishes for facebook, Ramzan greetings pictures for fb share
Rasool Akram (S.A) ny farmaya:-
Keh jab Ramzan ka maheena aata hai to Jannat k
darwazy khol diye jaty hain, aor shetaan zanjeeron
main jakarr diye jaty hain.
Rasool Akram (S.A) ny farmaya:-
Jo shakhs sidq e dil aor aitmaad e sahii k sath Ramzan
main qiyam kry, yani tarawiyaah parhy to us k
pichly gunah bakhsh diye jayen gy.
Rasool Akram S.A ny farmaya:-
Jis shakhs ny Imaan aor ahtsaab k saath Ramzaan ka
roza rakha to us k pichly gunaah muaaf kr diye jaty hain.
Rasool Akram S.A ny farmaya:-
Sehri khaya kro, kiyon keh sehri k khany
main barkat hoti hai.
Rasool Akram (S.A) ny farmaya:-
Keh humary rozy aor ahal e kitab k rozy ky darmiyan sehri khany main farq hai.
Rasool Akram (S.A) ny farmaya:-
Ramzan k aakhri ashry main Shab e qadar talash kro,
Phir agr tum main sy koi kamzori dikhaye ya aajiz
ho jaye to aakhri (7) raaton main susti na dikhaye.
Hadees e Nabvi:-
Hazrat Abu Hureraa Biyaan karty hain keh
Hazoor Akram S.A ny irshaad farmaya:-
Jab tm main sy koi rozaa aftaar kry to woh khajoor
sy aftaar kry. Kiyon keh woh baa's e barkat hai.
agar woh na paaye to phir paani sy aftaar kr ly.
Kiyon keh woh baa's e tahaarat hai.
Hazrat Abu Hureraa Biyaan karty hain keh
Hazoor Akram S.A ny irshaad farmaya:-
Jab tm main sy koi rozaa aftaar kry to woh khajoor
sy aftaar kry. Kiyon keh woh baa's e barkat hai.
agar woh na paaye to phir paani sy aftaar kr ly.
Kiyon keh woh baa's e tahaarat hai.