Waqat Badal Jata Hai Insan Badal Jate Hain




Waqat Badal Jata Hain
Insan Badal Jate Hain,

Waqat Waqat Pe Rishton Ke,
Andaz Badal Jate Hain,

Kabhi Keh Diya Apna
Kabhi Keh Diya Paraya,

Din Or Raat Ki Tarah
Zindgi Ke Ehsas Badal Jate Hain...!!!


Comments