Soch, Sochna SMS And Image Shayari For PC Background


Main apni aankhon mein jab usy sochta hon
To Khushboo sa mahakta gulaab sochata hon
Ye meri taqat parwaz ka hunar hai ky main
Huroof likhta hon lekin kitaab sochta hon...!!!





Ajeeb shikwa rahta ha tumhain mujh sy mujhy tum sy
Tumhain ulfat nahi mujh sy mujhy nafrat nahi tumsy...!!!





Wo to milta hai mahdod sy lamhon mein mujhy ko Faraz
Phir bhi dil hy kay kitni fursat say sochta hai usey...!!!





Din raat meri soch pay musallat hai tera aks
Tera halka sa taswur mera chahra khila deta ha...!!!





Abhi mahfil mein nazar aty hain nadim chahry
Lo chiragon say zaraa aur ghataa di jaaye...!!!





Tu bichar raha hai to soch ly
Tery haath hai meri zindagi
Tujhy rokna meri mot hai
Meri by basi ka khayal kar...!!!




Tery siwa sochna kuch aur mumkin nahi
Teri jaga dekhna koi aur mumkin nahi...!!!

Comments