Judai Sad SMS Shayari With Sad Images, For Mobile Wallpaper And FB Post


Kesi ajeeb tujh sy ye judai thi
Ky tujhy alwida bhi na kah saky
Teri saadgi mein itna faraib tha
Ky tujhy bewafa bhi na kah saky...!!!





Guftago unsy roz hoti hai
Mudaton saamna nahi hota...!!!





Gila aapsy koi nahi hai
Gila apni majborion sy karty hain
Aap aaj hamary qareeb na sahi
Muhabbat to aapki dorion sy bhi karty hain...!!!





Kitna chahaton hon tujhy ye mujh ko pata nahi
Magar tumahry siwa koi aur dil mein basa nahi
Zamana dushman ho gaya chahat ka hamari
Juda ho gaye phir sy ham ye meri khata nahi...!!!





Uski judai ny mujhy lafzon ka badshah bana diya
Main kisi sy baat bhi karta hon to log waah waah karty hain...!!!





Dil to hai to sirf tujh py hi mary ja raha hai
Teri yaad mein tasbeeh kiye ja raha hai
Ab to ye judai ka ye gham ham sy saha nahi ja raha hai
Aur aik tu hai jo door rah kar hamein tarrpa raha hai...!!!





Hijar ki talkhi zehar hai jana
Kuch meethi baatein bhejo na...!!!




Subha juda hai raat juda hai
Apni to har baat juda hai
Tumsy bichar kar aisa laga
Jaisy dua main haath juda hai...!!!

Comments