Love Ghazal Urdu Teri Chahat Me Had Se Guzar Jaoonga

Love Ghazal Urdu Teri Chahat Me Had Se Guzar Jaoonga By Poetrysync

Teri chahat ma hadh sy gozar jaonga
Piyar hota ha kya yeh dikhlaounga,
Teri Sangdili ko saehty saehty
Main apni Jan sy gozar jaonga,
Apni chahatain sari tujh par waar ky
piyar karna tujhy bi sikhaonga,
Jena payegi tu bhi hokey juda Mujh sy
Aisaa piyar tujh sy kar jaonga,
Andheroon me dhundta reh jayega Mujh ko
Aisi Berukhi dikhlaonga,
Kho kar Mujh ko bahot pachtayega Sanam Tu
Wafa aisi tujh sy kar jaonga,
Aisi dewangi sy chahon ga tujh ko
Bhol jaogi tum bi sara Jahan,
Jan teri bhi labon par ajayegi
Ban ky khak jab ma mitti me mil jaonga..!!!