Hawa-e-Shajar Par Mera Thikana Tha Main Aaj Bach Jata To Kal Marr Jana Tha



Hawa-e-Shajar Par Mera Thikana Tha
Main Aaj Bach Jata To Kal Marr Jana Tha

Beychney Nikla To Muft Me Bik Gaya
Ishq Mera Bhi Zara Sa Purana Tha,

Dekh Kar Saaqi Ban Jatey Thy Farishty
Shayad Teri Aankho Me Hi Maikhaana Tha,

Kabhi Muflisi Muhabbat Ki Chuo Na Paai Mujhe
Mere Paas Teri Bewafaai Ka Khazaana Tha...!!!


Comments