Nazar mein utery jate han Gulaab ahista ahista




Nazar mein utery jate han Gulaab ahista ahista
Mohabbat ho rahi hai BeHijaab ahista ahista,

Suna ha woh kitabon m hamara naam likhty han
Tbhi to woh bhi parhty han kitaab ahista ahista,

Dilon mein dooriyan hon to mobhabbat aur barhti hai
Samajh aaye ga un ko ye hisaab ahista ahista...!!!


Comments