Tanhayi Udaasi Shayari Ghazal Aansu Nahi Thamtey Hain Aankhon Main Abhi Tak


Aansu nahi thamtey hain aankhon main abhi tak
Jaatey huey rota woh mujhe chhor gaya tha

Armaano ki Duniya k anmol sey sapney
pal main woh mere saamney sab torr gaya tha

Jaan deta tha meri her baat pe lekin yun hi
Besabab Duniya sey meri rukh morr gaya tha

Dinn ki tanhayi ka gham, raaton ki udasi humraah
Saarey ghamon sey rishta mera jorr gaya tha...!!!

Comments