Sad Urdu Ghazal Koi Halchal Na Sada Hai Mujh Mein


Koi halchal na sada hai mujh mein
Janay kia toot gaya hai muj mein

Aina mujh ko dikhanay walay
Tera chehra hi chupa hai mujh mein

Kitna gehra hai esay parkha huta
Ye jo ek rung-e-wafa hai mujh mein

Kon mitti ka kharidaar yahan
Usne kia dakh liya hai mujh mein

Koi halchal na sada hai mujh mein
Janay kia toot gaya hai mujh mein...!!!

Comments