Mujhe Bhol Jaana Agar Ho Saky




Mujhe bhol jaana agar ho sake
Mat yaad karna agar ho sake,

Rahe yaad kyon bh,l jaane ki baat
Na kabhi aansu bahana agar ho sake,

Mujhe maaf karna mere humsafar
Kahin kho gaya main tumhain kho kar,

Maine tumhain gham diya hain magar
Sada Muskurana agar ho sake,
Mujhe bhol jaana agar ho sake....


Comments