Inkaar Iqraar Ghazal Shayari Main Usse Pyar Nhi Karti Hun


Main usse pyar nahi karti hun...
Aaj dur hokar bhi use paas mehsus karti hun..

Mehfil mei bhi khud ko tanha mehsus karti hun...
Par main usse pyar ni karti hun...

Har baat mai usi ki baat kiya karti hun..
Har yaad mei bas usi ko yaad karti hun...

Par main usse pyar nahi karta hun...
Apne ashko ko apni hasi mein dabaya karti hun..

Dil ki chot ko chupkr seeya karti hun..
Par main usse pyar nahi karti hun...

Mujhse juda hue aaj use zamana beet gaya..
Phir kyun aaj b usse milne ki dua karti hun...

Par main usse pyar nahi karti hun...
Shayad main usse pyar nahi karti hun...!!!

Comments