Armaan Hai Tujhe Pane Ka




Armaan hai tujhe Pane ka, 
Teri Rooh mein uttar jane ka,

Armaan hai teri Sason mein samana ka,
Tera Sajda mein sar jhukane ka,

Armaan hai tera Dil mein basne ka,
Teri Deewani ban jane ka,

Armaan hai teri Preet nibhane ka,
Teri Jogan Ban jana ka,

Armaan hai Bahaon mein simat jane ka,
Tujh mein hi Fanna ho janae ka.....


Comments