Mohabbat Ghazal in Hindi Meri Khamosh Mohabbat Ka


Meri khamosh mohabbat ka
Itna to sila diya hota,

Kabhi ik nazar chahat se
Dekh hee liya hota,

Hum bhi tujhay ishq-0-mohabbat
Se aashna kartay,

Bas ik baar apnay dil mein
Aanay to diya hota,

Kia jata tumhara bas
Hamein hee dil se khushi milti,

Apni zindagi ki kitaab mein
Naam hamara bhi likh liya hota,

Dekh letay zara ghor se shayad
Tumharay haath ki lakiron mein,

Hamari kismat ka bhi diya hota...!!!

Comments